कैसी है ये अनहोनी - Kaisi Hai Ye Anhoni Song Lyrics In Hindi - Baahubali -2
Movie : Baahubali - 2
Song : Jay Jaykara
Singer : Kailash Kher
Lyrics : Manoj Muntashir
Music : M. M. Kareem
Label : Zee Music Company
Kaisi Hai Ye Anhoni Lyrics
Kya kabhi anmbar se surya bichhdta hai
Kya kabhi bin baati deepak jalta hai ......(2)
Kaisi hai ye anhoni Har aankh hui nam
Chhod gaya jo tu Kaise jiyenge ham
Tu hi kinara tu hi sahara
Tu jag sara, Tu hi hamara
Suraj tu hi taara
Jai jaykara, Jay jaykara
Swami dena sath hamara
Jay jaykara, Jay jaykara
Swami dena sath hamara
Jahan jahan tere paon pade
Wo dharti ambar ho jaaye
Jaane ye kaisi maaya
Maaya hai teri
Tu nirbal chabal hai
Swami rakhwala ham sab ka
Usko kya dar hai
Jis pe chhya hai teri
Kad kad me hai khush'hali
Jhoome hai dali - dali
Ham pyaso pe jo rimjhim barse
Hai badal se, Tu hi wo amrit ki dhaara
Jay jaykara, Jay jaykara
Swami dena sath hamara
Jay jaykara, Jay jaykara
Swami dena sath hamara
- Baahubali 2 :
Kaisi Hai Ye Anhoni Full Song Lyrics :
0 टिप्पणियाँ