वन रुपी टेन रुपीस | One Rupee Ten Rupees Song Lyrics | Usha Mangeshkar
Movie : Bahut Hua Sammaan
Song : One Rupee Ten Rupees
Singer : Usha Mangeshkar, Chandrani Mukharjee, Sailendra Singh
Lyrics : Indeewar
Music : Bappi Lahiri
Label : Saregama India
One Rupee Ten Rupees Lyrics
Om bhakti rupee, shakti rupee
Mukti rupee One rupee
Ten rupee, Hundred rupee
Thousand rupee
Om shanti om shanti om shanti
Shanti Shanti Shanti.........
Ho jiske paas hai dolat
Uski jahan mein hai izzat
Uske liye haseena Uske liye mohabbat
Ho jiske paas hai dolat
Uski jahan mein hai izzat
Uske liye haseena Uske liye mohabbat
Duniya daulat walo ki
Duniya daulat walo ki
Duniya daulat walo ki
Duniya daulat walo ki
Ho jiske paas hai dolat
Uski jahan mein hai izzat
Uske liye haseena Uske liye mohabbat
He jiske paas hai dolat Uski jahan mein hai izzat
Uske liye haseena Uske liye mohabbat
Duniya daulat walo ki
Duniya daulat walo ki
Duniya daulat walo ki
Duniya daulat walo ki
Vishnu bhagwan ko bhi to lakshmi lagti hai pyare
Dhanwano ke kadmo pe jhukti hai duniya saari
Daulat wala kahe to jannat ka dwar khulega
Chahe dhanwaan agar to aake bhagwan milega
Daulat wala kahe to jannat ka dwar khulega
Chahe dhanwaan agar to aake bhagwan milega
Abhimaan me tum daulat ke insan ko youn na girao
Daulat ki pooja kar ke bhagwan ko youn na girao
Abhimaan me tum daulat ke insan ko youn na girao
Daulat ki pooja kar ke bhagwan ko youn na girao
Ho kahte hai jisko mehnat naam uski ka kismat
Taaj aur ajanta mehnat ki hi moorat
Duniya mehnat walo ko
Ye duniya mehnat waalo ki
Duniya mehnat waalo ki
Ye duniya mehnat waalo ki
Ho kahte hai jisko mehnat naam uski ka kismat
Taaj aur ajanta mehnat ki hi moorat
Duniya mehnat walo ko
Ye duniya mehnat waalo ki
Duniya daulat walo ki
Duniya daulat walo ki
Ho Duniya mehnat walo ko
Ye duniya mehnat waalo ki
Om bhakti rupee, shakti rupee
Mukti rupee One rupee
Ten rupee, Hundred rupee
Thousand rupee
Shanti shanti shanti.....
Nirdhan seva ke liye hain Seva karte rahenge
Haa Dhanwano ki chokhat pe maatha ragadte hi rahenge
Pee peekar khoon hamar Daulat wale akde hain
Mehnat ki buniyadon par daulat ke mahal khade hain
Pee peekar khoon hamar Daulat wale akde hain
Mehnat ki buniyadon par daulat ke mahal khade hain
Saare kalkaar aane Dhnwano ne banaye
Agar dhanwan na ho kaun roti khilaye
Saare kalkaar aane Dhnwano ne banaye
Agar dhanwan na ho kaun roti khilaye
Kaha se aayegi rooti jo hum na hal chalaye
Kaha se aayega kapda jo hum mill na chalaye
Daulat wale khate hai mehnat waalo ki kamai
Hum ne dhanwan banaye humko hi aankh dikhai
Duniya mehnat walo ko
Ye duniya mehnat waalo ki
Duniya mehnat waalo ki
Ye duniya mehnat waalo ki
Kahte hai jisko mehnat naam uski ka kismat
Taaj aur ajanta mehnat ki hi moorat
Jiske paas hai dolat Uski jahan mein hai izzat
Uske liye haseena Uske liye mohabbat
Duniya daulat walo ki
Duniya daulat walo ki
Duniya mehnat walo ki
Ye duniya mehnat walo ki.......
Bahut Hua Sammaan : All Song Lyrics
बहुत हुआ सम्मान ( टाइटल ट्रैक ) : Baut Hua Samman ( Title Track )
बूम बूम मिक्स अप : Boom Boom Mix Up
धन्नो की आँखों में : Dhano Ki Gulzaar Aankhon Mein
केला कैसे खाओगी : Kela Kaise Khaogi
वन रुपी टेन रुपीस : One Rupee Ten Rupees
One Rupee Ten Rupees Full Audio Album : Bahut Hua Sammaan
0 टिप्पणियाँ