दिल ज़रा | Dil Zara Song Lyrics | Atkan Chatkan | Hariharan
Dil Zara Song Lyrics From Atkan Chatkan Movie. This song a latest song. and this song sung by Hariharan, Runaa Shivamani. and lyrics written by Raqueeb Aalam and music given by Drums Shivamani. This film directed by Shiv Hare.
Movie : Atkan Chatkan
Song : Dil Zara
Singer : Hariharan, Runaa Shivamani
Lyrics : Raqueeb Aalam
Music : Drums Shivamani
Label : Zee Music Comapny
Dil Zara Lyrics
Sa sa sa sa sa
Ma ga ma ga re re re re re
Ga ma pa dha ni
Sa ni dha pa dha pa ma ga ga ma ga re sa
Dil Zara tahar
Ye hai khwabon ka shahar
Dil Zara tahar
Ye hai khwabon ka shahar
Khawabon ka shahar
Waadon ka safar
Hamari daastaan ye hawaon ki zbaan
Ye hawawon ki zbaan
Sun le be khabar
Sambhal sambhal na ye toote gumaa
Aankhon se hata be kali ka dhuaan
Ye kaisi fizaan khwahishon ki sada
Chala kahan chala kidhar
Dil zara thahar
Ye hai khwabon ka shahar
Khwabon ka shahar
Waadon ka safar
Kadam kadam sang sang ham
Na koi hai dar na hai koi bharam
Koi jale haath male
Tu hai dilbar tu hai hamdam
Shukraana tera kis izhaar ka
Kar de tu ada ye rsham pyar ki
Ye kaisi fizaan khwahishon ki sada
Chala khaan chala kidhar
Dil zara thahar
Ye hai khwabon ka shahar
Khwabon ka shahar
Waadon ka safar
Hamari daastaan
Ye hawawon ki zafaan
Ye hawawon ki zafaan
Sun le be khabar
Sambhal sambhal na ye toote guumaan
Aankhon se hata ye kali ka dhuaan
Ye kaisi fizaan khwahishon ki sada
Chala kahan chala kidhar
Dil zara thahar
Ye hai khwabon ka shahar
Khawabon ka shahar
Waadon ka safar
More Song Lyrics : Atkan Chatkan
दाता शक्ति दे : Data Shakti De
मन तू मान जा : Mann Tu Maan ja
ओह माँ मेरी मा : Oh Maa Meri Maa
Dil Zara Full Video Song :
0 टिप्पणियाँ