शुक्रिया | Shukriya Song Lyrics | Sadak 2 | KK, Jubin Nautiyal
Shukriya Song Lyrics From Sadak-2 Movie. This song is a trending song. and this song sung by KK, Juin Nautiyal And lyrics written by Rashmi Virag . Music given by Jeet Gannguli film director Mahesh Bhatt.
Movie : Sadak-2
Song : Shukriya
Singer : Kk, Jubin Nautiyal
Lyrics : Rashmi Virag
Music : Jeet Gannguli
Label : Sony Music India
Shukriya Lyrics
Zindagi chal tera shukriya
Shayad mile na tu kal ki subah
Jo diya ham ne hans ke liya
Aye zindagi chal tera shukriya
Har sans ka har khwab ka
Ummid ke sailab ka
Tujh se jude har baat ka, Shukriya
Tere dhoop ka barsaat ka
Thaama jise us haath ka
Achche bure halaat ka, Shukriya
Shukriya shukriya shukriya shukriya
Milna bichhadna aana jaana
Tay hai sab kuchh pahle se
Pyar bhare pal baandh ke rakh le
Baaki sab kuchh rahne de
Kuchh nahi haath aayega yahan
Phir bhi aye zindagi tera shukriya
Alvida rahna tu khush sada
Shayad miloon na mein ka ki subah
Alvida rahna tu khush sada
Shayad miloon na mein ka ki subah
Om namah shivay, Om namah shivay
Om namah shivay, Om namah shivay
Ant nahi hai jeewan ka kuchh
Ek bahti dhaara hai ye
Aana jaana jeena marna
Mausam hai sab jeewan ke
Paas hoon mein tere har jagah
Mahsoos kar mujhe aur muskura
More Lyrics From | Sadak 2
दिल की पुरानी सड़क : Dil Ki Purani Sadak
Shukriya Full Video Song :
0 टिप्पणियाँ