मुफ्त का चन्दन | Muft Ka Chandan Song Lyrics | Kunal Kemmu
Muft ka chandan lyrics from Lootcsace movie. This song the latest song in hindi language. This song sung by Romy, Shreyas Jain, Piinky Maidasani. muft ka chandan lyrics written by Shreyas Jain and music directed by Rohan-Vinayak and this video presenting by Saregama Music channel.
Movie : Lootcase
Song : Muft Ka Chandan
Singer : Romy, Shreyas Jain, Pinky Maidasani
Lyrics : Shreyas Jain
Music : Rohan - Vinayak
Label : Saregama Music
Muft Ka Chandan Lyrics
Last time puchh raha hoon
Kiska suitcase hai ?
Kiska suitcase hai ?
Dhoke se ghus ke jharokhe mein
Dooje ke setting ko pappi liya
Kyon ?
Hawa mein teetar sa udta teer
Pakad ke tu pange liya
Kyon ?
Kitna bada hai tu yaar [You]
Are thakela piya
Ja pehle raitaa phailaya hai
Toone jo usko samet ke aa
Nanda nanda nanda nanda nanda
Nanda nanda nanda nanda nanda
Nanda nanda nanda nanda nanda nanda
Muft ka chandan ghis ghis ke nandan nandan
Muft ka chandan ghis ghis ke nandan nandan
Bol re chhote tujhko kya milaa......
Dhoti se chddhi ho gaya mamla
Muft ka chandan nanda nandan
Paise ki yaari hai tez katari
Sabke nahi bas ki yah duniyadaari
Leke udhaari tujhko kya milaa....
Dhoti se chaddhi ho gaya mamla
Muft ka chandan ghis ghis ke nandan nandan
Muft ka chandan ghis ghis ke nandan nandan
Nandan nandan nandan nandan
To kya karta mein ?
Kab tak bhookha marta mein ?
Bhagwaan ka baat mat kar
Gareeb hoon nahi darta mein
Crazy piya ye tune kya kiya
Khaali fokat angeethi mein muh de diya
Equus africanus asinus matlab gadha
Gadhe ke jaisa mat gaa
Crazy piya tune ye kya kiya
Khaali fokat angeethi mein muh de diya
Crazy piya tune ye kya kiya
Khaali fokat angeethi mein muh de diya
Race mein daude andhe ghode
Fokat mein tal gaya tere pakode
Kar ke sawari tujhko kya milaaa a aaa
Dhoti se chaddhi ho gaya mamla
Muft ka chandan ghis ghis ke nandan nandan
Muft ka chandan ghis ghis ke nandan nandan
Nandan nandan
Muft ka paisa pacega kaisa
Popat nachega bandar ke jaisa
Ajoo main maamubaju main bhai
Cobra pit mein kyon lungi uthaai
Justifie tujhko kya milaa aa a
Dhoti se chaddhi ho gaya mamla
Muft ka chandan ghis ghis ke nandan nandan
Muft ka chandan ghis ghis ke nandan nandan
Chandan nandan nandan nandan
Chandan nandan nandan nandan
Ab agar net jio
Subscribe nahi kiya na
To mera aatma tere ko haunt karega
Haunt kya ? karega haunt
More Lyrics From : Lootcase
लाल रंग की पेटी : Laal Rang Ki Peti
मुफ्त का चन्दन : Muft Ka Chandan
Muft ka chandan video song :
0 टिप्पणियाँ